AssistMeIndia - About Blogging, Internet, Earn Money in Hindi

Assist Me India - Hindi Me Padhe Aur Sikhe

Monday 3 December 2018

Blogspot Me Blog Banane Ke Baad Kya Kare -- Full Guide Hindi Me



Mene bohot se logo ko ye sawaal puchte hue suna hai ki hamne to blogspot par blog bana liya ab samaj me nahi aa raha hai ki aage kya karun aur kuch log toh frustration me blog delete karke blogging chor dete hain aur kuch logo ko english blog samjhne me dikkat hoti hai. In sab baaton ko sunkar aur gour karke me is natize par nikla ki mujhe aapki aur aap jaise baki logo ki madad karni chaiye


 jo ya to language problem ke karan samaj nahi paate ya unko ye pata nahi hota ki blogspot me blog banane ke baad aage kya karna padta hai. Toh doston aajka ye post mere un Readers ke naam jinhone Blogging World me abhi abhi kadam rakha hai . To chaliye doston aaj ham Blogspot par blog banane ke baad kya kare iske baare me jaanenge.



Sabse pehle to aap blogspot.com par Account create karke blog bana le agar aapko blog banana sikhna hai to Assistmeindia par ye post padhkar aap apna khud ka blog bana sakte hai.


Blogspot Me Blog Kaise Banaye
Blogspot Par Template / Theme Change Kare
Blogspot Par Blog Se Paise Kaise Kamaye


Blogspot par blog banane ke baad sabse pehle dimag me ek hi sawaal aata hai "ab kya karen" doston chinta na kare me aj apko bataunga ki blog banane ke baad kya kare. Iske liye aapko Step-by-Step process follow karni padegi.


1. Blog Design : Blog design se mera matlab hai Template/Theme, blog banane ke baad aapko apna focus Template / Theme par dena chaiye. Jitna jyada acha apke blog ka look hoga apke visitors aapse utna hi impress honge aur baar baar aapki website/blog par visit karenge. Isse aapke visitors ki sankhya badhegi. To ho sake utna acha Template / Theme choose karen. Aapki Template / Theme SEO Ready aur Mobile Friendly honi chaiye. Aap apne blog me third party template bhi upload kar sakte hai.


2. Blog Post : Post likhne se pehle aap us post ka Title soch le, Title aisa hona chaiye jo sabse jyada search hone wala keyword ho, matlab google par jo sabse jyada saerch kiya jata hai wo keyword use karen. Apke post ka content original hona chaiye matlab apka khud ka likha hua content, kisi aur blog ke content ko copy paste na karen.

3. Menu Bar : Menu Bar add karna bohot jaruri hota hai kyunki ek to ye user friendly hota hai aur dusra isse aapke visitors ko apke post dhundne me koi bhi dikkat nahi aati.

4. Widget : Aapko apne blog me kuch useful widget add karne jaruri hai jaise Recent Post, Social Media, Search, Newsletter, FeedBurner, Subscribe.

5. Sitemap : Apne blog / website ka sitemap jarur create karen.

6. Index : Google Search Console me apne blog ko submit karna bohot jaruri hai isse google aapke page ko index karke search engine me show karta hai.

7. Post Lenght : Ham jab post likhte hai tab hame ye pata nahi hota ki post ki lengh kitni honi chaiye mera matlab hai ki post me kitne words hone chahiye, kuch log 30-40 post likh dete hai par unki lengh short hoti hai. Post ki lenght jitni jyada hogi utna hi SEO (search engine optimization) ke liye acha hoga. To jitna ho sake post lenght jyada rakhen.

8. Adsense : Jab aapka blog complete ho jaye matlab aapne 30 ke lagbhag post complete kar liye ho aur SEO friendly template select kar liya aur baaki settings bhi SEO ke hisab se. Ab iske baad aap adsense ke liye apply kar sakte hain. Jaise hi adsense account approved ho jaye aap adsense ke ads apne blog par install karke earning kama sakte hain.

Toh friends kaisa laga ye post acha laga toh apne doston se share jarur karen aur agar blog banane me koi problem aa rahi hai to comment box me puch sakte hain.


24 comments:

  1. Thanks for sharing Information to us. If someone wants to know about,I think this is the right place for you!

    mobile application development
    Best mobile app development company

    ReplyDelete
  2. Thanks for sharing,
    We are professional, logo design company in coimbatore.
    Logo design company in coimbatore
    https://yagive.com/logo/

    ReplyDelete
  3. A logo plan programming is a critical resource in the event that you have an undertaking. Making a logo utilizing such programming is equivalent to making compelling advertising techniques, as a logo is a standout amongst the best showcasing devices. logo design service

    ReplyDelete
  4. Thank you for such a wonderful information
    Full Form Hindi

    ReplyDelete
  5. Very nice post
    https://www.hindicraze.com/2020/08/blog-banane-ke-baad-kya-kare-in-hindi.html

    ReplyDelete
  6. I also write information like this on my blog
    https://www.hindicraze.com

    ReplyDelete
  7. Bhai bohut hi badhiya post hai ke blogger blog banane ke baad kya kya steps karne chahye.

    Bohut kuch new jaanne ko mila thanks.

    SEO Kya Hai aur Website Rank Kaise Kare

    ReplyDelete
  8. Dear Admin,
    I am Randy Chan Vancouver. Very informative post! I am thankful to you for providing this unique information.
    Randy Chan Vancouver Randy Chan Vancouver | Manager, Online Systems Administration at STEMCELL Technologies.

    Randy Chan Vancouver
    Randy Chan Vancouver
    Randy Chan Vancouver
    Randy Chan Vancouver
    Randy Chan Vancouver
    Randy Chan Vancouver
    Randy Chan Vancouver
    Randy Chan Vancouver
    Randy Chan Vancouver
    Randy Chan Vancouver
    Randy Chan Vancouver
    Randy Chan Vancouver

    ReplyDelete
  9. Bohut hi Badhiya post hai bhai aap ki bohut kuch naya seekhne ko mila mere ko aaj is post se.

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/09/blogging-kya-hai-hindi.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/04/search-engine-marketing-in-hindi.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/04/email-marketing-kya-hai.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/04/social-media-marketing-kya-hai.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/04/digital-marketing-kya-hai.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/04/content-marketing-kya-hai.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/04/affiliate-marketing-kya-hai.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/04/youtube-channel-kaise-banaye.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/04/gmail-id-kaise-banaye.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/05/facebook-se-paise-kaise-kamaye.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/04/youtube-se-paise-kaise-kamaye.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/04/online-paise-kaise-kamaye.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/04/seo-kya-hai.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/08/best-free-seo-tools.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/05/off-page-seo-kya-hai.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/04/on-page-seo-in-hindi.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/08/blogging-kaise-kare.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/05/wordpress-kya-hai.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/05/mobile-internet-ki-speed-fast-kare.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/05/android-kya-hai.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/04/mobile-root-kaise-kare.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/08/best-websites-download-urdu-pdf-books.html

    https://www.hindiurduinfo.com/2020/04/pdf-kya-hai-pdf-file-kaise-open-kare.html

    ReplyDelete
  10. i am writer of Hindi Exam Alert but your article is very nice and informative

    ReplyDelete